Wednesday, April 15, 2020

Shayari in lockdown

Aaj kal sochne ka wagt zyada rehta hai,

Dil me yadonnka pehra rehta he,

Najane kitne sapne sanjoye the humne,

Aaj woh palkon pe chamakta rehta he,

Kitni choti choti khushiya jii hein,

Kitne masoom palo ne fir dastak di he,

Yaad aye najane kitne bachpan ke wo dost,

Jine saath for bachpan jine ka dil karta he,

Woh barish ka mausam,woh thand ka mausam

Woh garmi ki chuttiyaan aur fir school jane ki mastiyaan,

Woh badi si shararstrin ,woh choti si nadaniyaan,

Dil karta he aaj fir se wo sab kuch dobara jee uthi!!

Bus aaj kal yahi karne ka waqt zyada milta heπŸ™‚πŸ™‚πŸ™‚

Lockdown shayri -2

No comments:

Post a Comment